samay
Ye samay bada balwan hai bhaiya samay bada balwan
Kar isne mujhe diya mehmaan mere hi desh me mere hi bhesh me
ke hokar reh gaya me to paraya apni hi race me .
ke ho gaya kangal , badhaal apne hi desh me
ke isne mujhe sikhaya rehna khali jeb me
ke samay bada balwan hai bhaiya samay bada balwan
karne do kya karta hai ye, ladne do jo ladta hai ye
kar dunga isko bhi piche jaise kiya tha sabko niche
ke samay bada balwan hai bhaiya samay bada balwan .
by kingsushant
Comments
Post a Comment